Author's POV ends
Amar Jevan: "phir "
When a heavy wind blows 🍃
Amar Jevan: " hum chalte hai"
Ishan: "or phir?"
Amar Jevan: "age ki kahani kisi or din sunayenge hum , or tum kahi se vraman kar ao"
Ishan: " vraman? Kyun? Or kya kaha hawaon ne ? Kaha chale ab?"
Amar Jevan: " itne sawal hai par jawab? denge jawab par aj nahi kisi din or"
Ishan: "par jayenge kaha?"
Amar Jevan: " radhapuram"
Ishan: "ahaan ji ke waha?? Kyun?"
Amar Jevan: " jao jao sab hum kyun bataye?"
Ishan: " hum niwasth hai pata hai na"
Amar Jevan: " Ishan hain par isha toh nahi"
Ishan look at him with shock 😲
Ishan: " vash badal kar agar pakre gaye toh? Akele kaise tum chalo"
Amar Jevan said in a teasing tone : " hum kyu? Hain na tum hare pati dev leke jao usko"
Ishan: " kuch bhi "
Amar Jevan: " ghum kar ao kinte din or yaha raho ge dam nahi ghuta . Or woh araha hai hum ko dekhne se phele chalte hai "
Amar Jevan got up and started walking towards trees and vanished in air
Ishan: " Sita puram? Kyun?" (Mumumrs)
When he heard footsteps
Ishan: " agaye ap "
Shubman: "tum ko kaise pata ki hum ayenge "
Ishan: " ap ko toh koi or kaam hain nahi mere piche piche ghumne ke alawa "
Shubman: " uphas kar rahe ho hamara"
Ishan: " ghumne chalenge?"
Shubman: "tum-"
Ishan cut shubman in mid sentence
Ishan: "pata hai, ki hum niwasth hai, jayenge ya nahi"
Shubman: " nahi rajya ka datwa hai "
Ishan: "ap na dhong na thora kam kiya kijiye agar apko kaam hi hota na toh yaha nahi aye hote ap"
Shubman: "thik hai thik hai kaha Jana hai? "
Ishan: "Sita puram"
Shubman: "woh toh dusman hai humare or devi puram ke "
Ishan: " hain ya na"
Shubman: " kuch bhi ho tumko akele nahi chor denge hum, jayenge "
Ishan: "kuch vastra chahiye naari wale or ak nakli kesh "
Shubman: " or kuch "
Ishan: "apke ke liye muche or baki jo apko acha lage or phool nahi rahna dijiye "
Shubman: " ..."
Ishan: "shubha thak mil jayega na kal , suraj ugne se pehle ajana nahi choriye ap aj madhya raat ko hi ajana "
Shubman: "thik hai ab chal rahe hai "
Ishan: " baat karne koi dikkat ho rahi hai humse"
Shubman: "ab chize bhi na lekar aye hum"
Ishan: " hain hain jao jao huh"
Shubman: " hey bhagwan konse pagal ke pyaar mein gira diya "
Ishan: " bare aya huh"
Ishan rolled his eyes 👀
Next day before sunrise
Ishan: " hum taiyar hai"
Ishan turned
Shubman froze there and everything stopped there he was just looking at Ishan in fire's light

Outfit

Jewels

Nose ring

Anklet
Shubman: " tum"
Ishan: " hum ache nahi lag rahe "
Shubman: "devi lag rahe ho tum "
Ishan: " pata hai humko "
Shubman laughed
Ishan: " dimag karab ho gaya?"
Shubman: " tumhe dekh kar"
Ishan blushed but he covered it by an annoying look
Shubman: "or hum?"

Shubman's outfit
Ishan: "mooch ki wajah se pehchan nahi paye ga koi"
Shubman: "humne pucha kaise lag raha hai hum"
Ishan: " jaise humesha lagte hai "
Shubman: " hassen?"
Ishan: " akru Insaan - huh- hassen 😒"
Shubman: 😐🙂😶
Ishan's inner thought: "ache lag rahe hai par batayenge nahi warna zada ho jaye ga "
Ishan: " chaliye "
Shubman: " or madhav ka kya?"
Ishan: "woh bhi araha hai madhavvvvv"
Madhav roars

Madhav Just ignored shubman and went to Ishan
Shubman: " isne mujhe yeeeee"
Ishan glares
Shubman closed his mouth
Ishan: " hum dono pati patni hai or hum dur ke rajya se aye hai ghumne ke liye ye hi boliye ga sabko"
Shubman: " naam?"
Ishan: " humara naam hoga devanshi or apka atharv "
Shubman: "kitne saal hua hai shadi ko?"
Ishan: " bol dena ki pichle janmashtami ko "
Shubman: " sirf 16 din pehle"
Ishan: "nai nai shadi bolenge toh hi woh log yakin karenge "
Shubman: " sahi hai "
To be continue....
.
.
.
.
Vote comment
.
.
.
.
.
.
Stay tuned 😉



Write a comment ...